20 Jan Prathanaame Jo Kuch Manga Pura karo Armaan Hindi Praise and Worship Song Lyrics प्रार्थना में जो कुछ मांगा पूरा करो अरमान
Hindi Praise and Worship Song Lyrics ” Prathanaame Jo Kuch Manga Pura karo Armaan ” – प्रार्थना में जो कुछ मांगा पूरा करो अरमान
Prathanaame Jo Kuch Manga Pura karo Armaan Song Lyrics in Hindi and English language…
| Tek : | Prathanaame Jo Kuch Manga Pura karo Armaan, |
| Saari khataaye maanataa hu me tera dharu ab dhyan | |
| 1 | Dil me dhimi aavaj aai aapne gunaho ko maanlo |
| Jaan liya mene aavaj usaki jisaka kiya apamaan. Prathanaa me… | |
| 2 | Imaan laaye jis par masiha aaye tumhare paas |
| Maaf karo ab paap hamaare kar do lahu se saaf. Prathanaa me… | |
| 3 | Jaana sabhiko aakhir vanhaa he hoga janha insaaf |
| Dhode dilonko aaj hamaare kar de lahu se saaf. Prathanaa me… | |
| Prathanaame Jo Kuch Manga Pura karo Armaan | |
| Saari khataaye maanataa hu me tera dharu ab dhyan | |
| Prathanaame Jo Kuch Manga Pura karo Armaan | |
| Saari khataaye maanataa hu me tera dharu ab dhyan. |
Start Downloading …
Table of Contents
No Comments